hello friends Ajj Hum Es post Me Sikhe Ge Ki Android Mobile Se computer Me Internet Kaise Chalaya Jata Hai. aap jante Hai. Android Mobile Ko aap Dongle Ki Trah USe Kar Sakte Hai. Or aapne computer Me Internet Chala Sakte hai.
Aap jante Hi Hoge Jo Purane Mobile Nokia, Samsung Hote Hai. use Computer Me Internet Chalane Ke Liye PC Sute Ki Jroort Hoti hai. Osme Pehle aapko aapne Computer Me PC Sute Download karna Hota hai. Fer osko Connect kar Ke Net Chalaya Jata Tha. magar ab aapko aapne Computer Me koi Bi Softwera Nhi Download Karna Padega aap Sida Hi Bina Kaisi Softwera Ke aapne Computer Me Internet USE Kar Sakte Hai. oske Liye aapko Kuj Setting Karni Hai aapne Android Phone Me To Chaliye Jante Hai.
Android mobile Se Computer Me Internet Kaise chalaye
Net Chalane Ke Liye aapke pass Ek USB Honiye Chahiye. Ek Android Mobile Hona Chahiye Or osme Internet Chlta Hona Chahiye. Pehle aapne Mobile ka Internet DATA ON Karke Net Chala kar Vekh Le.
Step 1.
Sabse Pehle aapna DATA On Kar Le Or aapne Android mobile Ko USB se Computer Me Connect Karde.
Appne Mobile Ki Setting Me jaye.
- MOre par Click Kare
- ab Tethering & Portable Hotspot Par Click Kare
Step 2.
Ab USB Tethering Par Click Kare. Jaise Image me Dakhya Giya Hai.
Step 3.
oske baad apke Computer Me internet Connect Ho Jaye Ga. aap jaise niche Screenshot me Icon hai Waisa Show Hoga.
To Es Trah aap aapne Android Mobile Se computer Me internet chala Sakte hai.
To Dosto kaise Lgi aapko Yeh Post hume comment karke jroor Btaye .
Agar Dosto aapko Hamari Site Ki tips Tricks Ko Use karne Me koi Bi Problem aati hai To aap hume comment karke Puch Sakte hai
Leave a Reply